
Aaransh ( to naina ) : to measurement le lo
Naina : sorry me mere pass measurement tape available nahi hai
Aaransh : mere pass haina
Naina : ๐๐
Aaransh : shoumya tum change kar lo tab tak ye mera measurement le legi
Shoumya : okay ( to naina ) : acha se lena measurement ( left )
Naina : jii maโam ( in mind ) : kaha fas gaiy me
Aaransh ( give her a tape and remove his jacket )
Naina ( uske pass jati hai aur measurement lena start karti hai )
Aaransh : ๐๐
Naina ( uske waist ka size leti hai )
Aaransh ( whisper ) : 28
Naina : nahi itโs 30
Aaransh ( hold her ) : not mine ..your waist size is 28
Naina ( shocked+ blushed )
Aaransh ( smiles )
Shoumya ( bahar aati hai )
Aaransh ( side away )
Shoumya : ho gaya tumhara measurement ?
Naina : haa maโam
Shoumya : good jao aab tum
Naina : okay maโam
Aaransh : tum hi delivery karne aana next time
Naina : okay sir ( jaldi se chali jati hai )
Aaransh ( usko jate hue dhekta hai )
Shoumya ( notice his face ) : chali gaiy wo aaranshโฆ
Aaransh ( sense me aata hai ) : hmm
Shoumya : tum usse dhek ke smile kar rahe the ?
Aaransh : nahi to
Shoumya : jhut mat bolo mene dheka tha andar se tum smile kar rahe the
Aaransh : esse hi has diya hoga mene
Shoumya : tumhe wo pasand aa gaiy haina ?
Aaransh : kyaa bol rahi ho wo kaha aur me kaha wo middle-class se hai hamari family me fit bhi nahi ho paegi shoumya
Shoumya : hmm
Aaransh : mujhe kuch kaam hai me aata hu thodi der me ( left )
Shoumya : mujhe ache se pata chal gaya ki tumhare dil aur dimag me kya chal raha hai aaransh
Shourya : me meri mishu ko kab milunga yaha se bahar bhi nahi jaa sakta me to warna dad gussa karenge kuch idea to karna padega
Aaransh ( waha aata hai to chup chap uske side me beth jata hai aur man hi man has raha hota hai )
Shourya : kya ho gaya tumhe smile kyu kar rahe ho ?
Aaransh : mohbbat hui hai !!
Shourya ( notice ) : kyaa sach me ?
Aaransh ( realised ) : kuch nahi
Shourya : are abhi tumne bola mohbbat hui hai matalab tujhe bhi pyaar ho gaya ( hugs him )
Aaransh : kya nahi nahi ( break the hug ) essa kuch bhi nahi hai wo muh se nikal gaya hoga
Shourya : jhut mat bolo tumhare face per saaf saaf dhik raha hai ki tujhe bhi pyaar ho gaya
Aaransh : nahi shourya essa kuch nahi hai meri shadi shoumya se ho rahi hai aur ussi se hogi
Shourya : thik hai dhekte hai tujhe ye pyaar kis had tak leke jata hai
Aaransh ( kuch nahi bolta )
Shourya : wese mujhe mishu ko dhekna hai yaar kese dheku me ?
Aaransh : photo dhek lo
Shourya : jo maza samne se dhekne me hai wo maza photo me kaha ansh
Aaransh : ohh to ye baat hai
Shourya : haa yaar kuch idea soch na mujhe usse Milne jana hai usko dheke bina mujhe nind nahi aaegi
Aaransh : hmm ( sochta hai ) ek kaam karte hai tum chupke se uske ghar jaa sakte ho
Shourya : chupke se ? Kese ?
Aaransh : sochna padega โฆtum saree pehen lo
Shourya ( stood up ) : kyaa me aur saree pagal ho gaye ho ansh me ek mard hu me ye sab โฆ
Aaransh ( cut in between ) : mishka didi se Milne jana hai ya nahi ?
Shourya : mishu ke liye to kuch bhi kar lunga lekin saree kaha se leke aau ?
Aaransh : are kisi ki bhi saree le lo tum
Shourya : haa me kuch karta hu
Aaransh : haa pehen lo phir chale jao
Shourya : ek min chale jao ka kya matalab hai tum bhi chal rahe ho mere sath
Aaransh : me kyu ?
Shourya : idea kiska tha ?
Aaransh : thik hai tum saree pehen lo me yaha se bahar jane ka idea sochta hu
Shourya : okayy
( Phir shourya waha se ek saree le leta hai aur pehen bhi leta hai )
Shourya : apne pyaar ke liye kya kya karna padega raha hai bs mishu ek bar dhik jaye
Aaransh : ready shourya ?
Shourya : haa
Aaransh : are wah ek dam ladki lag rahe ho
Shourya : to shadi kar le mujhse
Aaransh : ๐๐
Shourya : muh mat banao aur chalo
Aaransh : hmm me tumhe sign karu tab bahar aana
Shourya : okay
( Phir wo dono dheere dheere bahar jate hai aur ansh aage hota hai )
Aarohi ( bahar phone use kar rahi thi )
Aaransh : aaru bhi na pura din phone hi use karti rehti hai ...
Shourya ( from behind ) : to kya hua choti hai abhi
Aaransh : 28 ki hai wo shourya
Shourya : ess liye to bola choti hai
Aaransh : 2 min chup raho
Shourya : ๐๐
Aaransh ( Aarohi ki MSG karta hai aur usko room me bhej deta hai )
Aaransh : chali gaiy chalo shourya
Shourya : haa chalo
( Ussi time reyansh aur veer waha aate hai )
TBC
Like comment follow for more chapters


Write a comment ...